Saturday, September 23, 2006

Ada



Rakh sanyeeaanndi jiwe ,
humrakhwala jiwe


pooche jo koi meri nishani rang heena likhna
gore badan pe , ungali se mera nam ada likhana
kabh kabhi aas paas chand rehata hai
kabhi kabhi aas paas shaam rehati hai

aao naa aao na zhelam me beh lenge
wadi ki mausam bhi ek din to badalenge
kabh kabhi aas paas chand rehata hai
kabhi kabhi aas paas shaam rehati hai

aaa oon to subaha, jaa ooon to mera naam saba likhna
barf pade to , barf pe mera naam duaa likhana
jara jara aag aag pas rehti hai
jara jara bagdi ki aanch rehti hain ....

kabh kabhi aas paas chand rehata hai
kabhi kabhi aas paas shaam rehati hai
shaame boojhaane , aati hai raaten, raten boojhane tum aa gaye ho...

jab tum haaste ho, din ho jata hai,
tum gale lage to , din so jata hai
doli uthaye , ayega din to pas bitha lena,
kal jo mile to mathe pe mere suraj uga dena

jara jara aas paas dhup rahegi
jara jara aas paas rang rahenge
kabh kabhi aas paas chand rehata hai
kabhi kabhi aas paas shaam rehati hai

Lyrics:Gulzar && Composition:Shantanu Moitra
Yahan

No comments: